Posts

Showing posts from February, 2012

SALAAM

MIRA Sayed Ali Datar (R.A) ke Shaan mein SALAAM Tum Ne Paya Shahidon Mein Aala Mukaam Mira Sayed Ali Tum Pe Lakhoun SALAAM Tum ho Aale Nabi Aur Jaane Ali Tum se Baaki Hai Duniya Mein Shaan-E-Ali Sayeda Fatima Ke Ho Noor-E-Nazar Aur Shabbiro Shabbar Ke Lakte Gijar Khoon Se Nakhle Millat ko Taza Keya Dulha Kasim ke Sunnat ko Zinda Keya Tum jawan dil, jawan dil, ke jazabe jawan Teg Thami Tu Phir Peetdena Kahan Faize Mahmood ke Aabru Rah-Gayi Ya Haqeqat Hamari Nazar Kah-Gayi Har Nazar Dushmanoun Ke Liya Teer-Thi Rouh “Innah-Fatahna” Ke Tafseer-Thi Aaj Bhe Saare-Duniya Mein Roshan Hai Naam Mira Sayed Ali Tum Pe Lakhoun SALAAM Ahemadabad Se Jab Saware Chali Jaanibe Dasht Bag-E-Bhari Chali Kangana Bandha Hue Dhulha Ran Ko Chala Jaise Wali Chaman Ka Chaman Mein Chala Kaam Gazi Ko Kali Ka Sehra Se Kya Fateh Ka Sahera Dulha Ke Sar Se Bandha Sar Kata Kar Jawani Amar Hogaye Manawgad Ke Kahani Amar Hogayi Karbala Ke Shahidoun Ne Awaz Di Marhaba Marhaba Paayare Sayed Ali Khul